sochta hoon kaise guzra woO pal bin kuch kahe,
dhundta hoon kahan gaye wOo saathi mene bin kuch kahe . . .
shayad lamha tha wOo , joO bitt gaya , khawab tha wOo, soO tOoT gaya . . .
bin kuch kahe . . .bin kuch sune saathi mera woO ruuth gaya. . .
sochta hoon kaise guzra woO pal bin kuch kahe,
dhundta hoon kahan gaye wOo saathi mene bin kuch kahe . . .
shayad kacchi thi doOor ,joO toOt gayi, lamha tha wOo , JoO bitt gaya . . .
bin kuch kahe . . .bin kuch sune saathi mera woO ruuth gaya. . .
sathi sab yaad aate hai, masum chehre palko pe thehar jaate hai,
mene magaa tha sath unnka woO doOoriya de gaye. . .
. . .bin kuch kahe. . . bin kuch sune. . .
(By: Harish Singh(time d water Boi))
No comments:
Post a Comment